واقف آنسو ~Misl-e-ashq

Intezaar ki intehaan


Jab falak mei bahaar hogi,

Fiza mei jhankaar hogi,

Mausam mei shabaab aur haathon mei sharaab hogi,

Aaftab aur mehtab ke darmiyan hayaat hogi,

Mukhtasir hamari mulakaat hogi,

Nazaakat se jazbaaton ki shuruat hogi,

Yun hasratein teri tamaam hongi.

Comments